Jab pyaar karna seekh liya,
Toh pyaar nibhana bhi seekh liya,
Jab aaye aapki yaad toh,
Palkon ko jhukana bhi seekh liya,
Iss dar se ki koi dekh na le yeh aansoo,
Har gham mein muskurana bhi seekh liya.
Admin Of The Website Prince Khalid Bhand Disner DJ Faraz Mengal